
Dhadkane Azad Hain Lyrics : Shreya Ghoshal's independent single, composed by Deepak Pandit with lyrics penned down by Manoj Muntashir. "Dhadkane Azad Hain" Music Video is Directed by Parasher Baruah and it features Shreya Ghoshal herself in it.
Song: Dhadkane Azad Hain
Singer: Shreya Ghoshal
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Deepak Pandit
Video: Parasher Baruah
Published On YouTube: 09July 2017
Dhadkane Azad Hain (Official Video) : Shreya Ghoshal | Deepak Pandit
Dhadkane Azad Hain Lyrics
Dhadkane azad hain…
Pehre laga kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin…
Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
Chaahe jitni door hon
Chaahe jitna hon khafa…
Chaahe jitni door hon
Chaahe jitna hon khafa
Laut kar aa jayenge
Tum bula kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Ho… pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo…
Sheher-e-dil mein aaj bhi
Hain charagaan tumse hi (x2)
Kuch nahin badla yahaan
Aao, aa kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Ho.. Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
0 Comments