
Rozana Lyrics from Naam Shabana : The song is sung by Shreya Ghoshal, composed by Rochak Kohli and lyrics are penned by Manoj Muntashir.starring Taapsee Pannu, Akshay Kumar.
Song: Rozana
Movie/Album: Naam Shabana (2017)
Singer: Shreya Ghoshal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: T-Series
Published On Youtube: 2 Mar. 2017
Rozana (Full Song) : Naam Shabana | Shreya Ghoshal Ft. Taapsee Pannu
Rozana Lyrics
Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..
Teri aankhon se kahe
Kuch toh meri nazar
Rozana, rozana..
Rozana main sochun yehi
Kahan aaj kal main hoon lapata
Tujhe dekh toh hansne lage
Mere dard bhi kyun khamakhan
Hawaon ki tarah
Mujhe chhu ke tu guzar
Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..
Inn aankhon se ye bata
Kitna main dekhu tujhe
Reh jaati hai kuch kami
Jitna bhi dekhu tujhe
Rozana main sochun yehi
Ke chalti rahe baatein teri
Aate jaate yunhi mere liye thehar
Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..