Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics : Ae Dil Hai Mushkil | Shilpa Rao | Aishwarya Rai

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo : Ae Dil Hai Mushki

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics From ADHM: A beautiful fusion of Faiz’s ghazal “Baat bas se nikal chali hai” and Fayyaz Hashmi’s classic “Aaj jaane ki zidd na karo”. This fusion of two beautiful ghazals is sung by Shilpa Rao and has music created by Pritam for Karan Johar’s Ae Dil Hai Mushkil.

Song: Aaj Jane Ki Zid Na Karo
Movie/Album: Ae Dil Hai Mushkil (2016)
Singer: Shilpa Rao
Music: Pritam
Lyrics: Fayyaz Hashmi + Faiz
Picturised on: Aishwarya Rai & Ranbir Kapoor


Play it on Saavn (→)


Aaj Jaane Ki Zid Na Karo : Ae Dil Hai Mushkil



Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics


Baat bass se nikal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Laakh paigaam ho gaye hain
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo
Zid na, zid na karo

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo