
Dil Kare Lyrics from Pakistani movie Ho Mann Jahaan (2015): The song is sung by Atif Aslam featuring Mahira Khan, Sheheryar Munawar and Adeel Hussain, written by Asim Raza.
Singer: Atif Aslam
Music: Atif Aslam, Sarmad Ghafoor, Asad ul hafeez, Sameer Ahmed, Gumby
Lyrics: Asim Raza
MP3 Download Now - 128 kbps
Dil Kare Lyrics
Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya Main jaanu kya hai ye raaz Main naate tod aaya Yaar kahin chhod aaya Bin sargam jaise hon saaz Neend gayi chain gaya Saawan bin rain gaya Main jaanu kya hai ye raaz Par dil kare to kya kare Par dil kare to kya (x2) Mere dil ki raahein Yun gumsum veeraan hain Jaise hon ye bhi naaraaz Dil unko yaad kare Raatein barbaad kare Par keh na paaye ye raaz Mann kare bhulaa dun gile Na rahein shiqve gile Tujh ko doon aise aawaaz Par dil karay to kya karay Par dil karay to kya (x2) Thay jin se dil ke waaste Kyun ban gaye wo faasley Par dil kare to kya kare Par dil kare to kya (x3) |