Kahaaniya Lyrics from Jazbaa starring Aishwarya Rai Bachchan and Irrfan Khan, The song is sung by Nilofer Wani and composed & written by Arko.
Singer: Nilofer Wani, Arko
Music & Lyrics: Arko
Music Label: Zee Music Company
MP3 Download Now - 128 kbps
Kahaaniya Lyrics
Singer: Nilofer Wani, Arko
Music & Lyrics: Arko
Music Label: Zee Music Company
MP3 Download Now - 128 kbps
Kahaaniya Lyrics
| Phir se hai shuru ye kahaniya kahaniya Nazron mein subah ki rawaniya rawaniya Dooriyaan qareeb se hai Mohabbatein naseeb se hain Fizaaon mein hai nayaa rang chadha Sarphira sa dil lo chalaa Dhoondne museebaton ka silsila Doobne hai saanson ke rift mein hai Lo chalaa.. (x4) Bechain aise hain Hum raah chalne ko Keh do tufaano se Rastaa badalne ko Dil banaaye jo bhi bahaane Hum usey samjhaate hain Bas unhi ki hai jannat yahaan pe Khud ko jo dhoondh paate hain Khwabon ki lehar si kahaniya kahaniya Baarish ki sehar si kahaniya kahaniya Dooriyaan haan qareeb se hai Mohabbatein naseeb se hain Fizaaon mein hai nayaa rang chadha Sarphira sa dil lo chalaa Dhoondne museebaton ka silsila Doobne hai saanson ke rift mein hai Lo chala.. (lo chala) (x4) |
