Jeene Ka Shauq Lyrics : Salim Sulaiman & Mumbai’s Finest #Jammin

Jeene Ka Shauq : Salim Sulaiman & Mumbai’s Finest #Jammin
Jeene Ka Shauq Lyrics From Jammin: The latest power-pack Song which is presented by Jammin’s. The unprecedented collaboration of Salim Sulaiman along with rappers Mumbai’s Finest (Ace, Diefferent, Ninja) featuring Siddharth Basrur. The motivational lyrics are penned by Manoj Muntashir.

Song: Jeene Ka Shauq
Singer: Salim Sulaiman, Mumbai’s Finest, Siddharth Basrur
Composed & Produced by: Salim-Sulaiman
Lyrics: Manoj Muntashir
Rap written & performed by: Mumbai’s Finest (Ace, Diefferent, Ninja)
Directed by: Shakti Hasija
Video Published On Youtube: 7 Oct. 2016


Jeene Ka Shauq : Salim Sulaiman & Mumbai' Finest #Jammin



Jeene Ka Shauq Lyrics


Ye lamha jo kahin
Paani sa beh gaya
Jaate jaate yunhi
Dheere se keh gaya

Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya, hoo…

Teri saari khwaishein bata
Kyun hai bezubaan
Keh de zamaane se abhi
Apni marziyaan

Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya, hoo…

Kyun dil pe ab koi
Rakhta hai karz tu
Saansein jitni bhi hain
Kar de sab kharch tu

Jeene ka shok hai toh
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya, hoo…

Lambi race ka hoon ghoda
Main na hafta
Apna raasta
Zindagi mein taraqqi ko naapta
Kya sawaal ba
Tere sar pe jo sawaar sa
Tension paal na
Wata de ghum ko
Choole ab tu Aasma

Mumbai ke chokre
Rok sake to rok le
Thokre har mod pe
Ja tu ja todle

Hum danke ki chot pe
Full power josh mein
Jeene ka shauq hai
Maut ka na khauf hai

Hum na darte kya bass karte
Jo aata dil mein haan
Bilkul bhi filmy na
Par lete maut se lafde kya
Faltu ka rona nai
Socha jo karna wahi
Fukat darte nahi
Chaar din ki zindagi toh jee le sahi

Jahan tera saath chhod de
Saari yaariyan
Wahan tere kaam aayengi
Yeh jaabaaziyan

Jeene ka shok hai toh
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya

Bhool ja baatein sab purani
Ab badhani hai kahani
Ye zindagani hai suhaani
Kyun ki jeene ka shauq hai toh
Marne ka khauf kya

Post a Comment

0 Comments