Dard Ka Pata Lyrics From Upcoming Hindi Movie Gandhigiri: The song is sung by Mohammed Irfan & Sam. The music is from Sahil Rayyan while the lyrics are penned by Salim Ashfee.
Song: Dard Ka Pata
Movie/Album: Gandhigiri (2016)
Singer: Mohammed Irfan, Sam
Music: Sahil Rayyan
Lyrics: Salim Ashfee
Music Label: T-Series
Dard Ka Pata by Mohammed Irfan | Gandhigiri
Dard Ka Pata Lyrics
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah (x2)
Ankhein apni jab main band karun
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah
Hasraton ka kya jo nahi mila
Harf ki tarah main jisse padha
Main jisse padha
Waqt jaane kab guzar gaya
Darbadar main dhoondta raha
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah
0 Comments